Kami gunakan kuki dan teknologi yang lain pada laman web ini untuk menambah baik pengalaman anda.
Dengan klik mana-mana pautan pada halaman ini, anda bersetuju dengan Dasar Privasi dan Dasar Kuki kami.
Ok Saya Setuju Baca Yang Selanjutnya

Mengenai Qurbani ke Masail مسائل قربانی

Dalam aplikasi ini kami akan memberikan anda maklumat lengkap tentang qurbani ke masail

Qurbani Ke Masail atau Ahkam

Qurbani ke masail hum sub ko maloom hone chahiye. dosto jesa ke ap sub jante hain kal ko Pakistan mei Eid ul Adha ka din hai or taqriban har ghar me hi qurbani ki jati to hum sub ko qurbani ke masail or ahkamat ke barey me mukammal ilm hona chahiye. Mai yahan is forum me qurbani ke fazail, qurbani ke ahkam or masail ap sub ki khidmat me pesh kar raha hon. Parhiye atau qurbaani karte waqt hamesha yaad rakhiye.

QURBAANI KA BAYAAN

qurbaani hazrat saiyyiduna ibaraheem عليه السلام ki sunnat hai jo is ummat ke liye baaqi rah gayi aur nabi صلى الله تعالى عليه وسلم ko qurbaani karne ka hukm diya gaya irshad farmaya

AHAADEES E KAREEMA

(1) ummul mumineen hazrat aaishah siddiaqa رضى الله تعالى عنها se riwayat hai keh huzur e aqdas صلى الله تعالى عليه وسلم ne irshad farmaya keh yaumunnahar (daswen zilhijjah) men ibn ekhuda khuda ho daging ibn e khuda ho ziyadah piyaara nahin aur oh jaanwar qiyaamat ke din apne sing aur baal aur khuron ke saath aayega aur qurbaani ka khoon zmeen par girne se qabl khuda ke nazdeek maqaam e qubool men pahunch jaata hai lihaza is ko khush dili se karo

(Abu daud / tirmizi / ibn e maajah)

(2) hazrat imam hasan bin ali رضى الله تعالى عنهما se riwayat hai keh huzur صلى الله تعالى عليه وسلم ne farmaya jis ne khushi se taalib e sawab ho kar qurbaani ki oh aatish e jahannam se hijaab (gijahrok)

(tibraani)

MASAAIL E FIQHIYYAH

QURBAANI KI TA’REEF

Makhsoos janwar ko makhsoos din men baniyyat e taqarrub zabah karna qurbani hai

(Bahar e shari’at)

QURBAANI KI QISMEN

qurbaani ki kayi qismen hain

(1) Gani aur faqeer dono par wajib hai is ki soorat ye hai keh qurbani ki mannat maani ye kaha keh allah ke liye mujh par bakri ya gaaye ki qurbaani karna hai ya is bakri ya gaaye ki qurbani karna hai

(Bahar e shari’at)

(2) faqeer par wajib ho gani par wajib na ho is ki soorat ye hai keh faqeer ne qurbaani ke liye janwar khareeda us par us jaanwar ki qurbaani wajib hai aur agar gani khareedta to is khareedne se qurbaani us par wajib na hoti

(Bahar e shari’at)

(3) gani par wajib ho faqeer par wajib na ho is ki soorat ye hai keh qurbaani ka wujoob na khareedne se ho na mannat maanne se balkeh khuda ne jo use zindah rakha hai us ke shukurya men aur hazrat ibraahim عليه السلام ki sunnat ki ihya men jo Qurbaani wajib hai oh sirf gani par hai

(Bahar e shari’at)

MASLAH::: musafir pe Qurbaani wajib nahiin agar musafir ne Qurbaani ki tataww’u (nafl) hai

(Bahar e shari’at)

MASLAH::: faqeer ne agar na mannat maani ho na Qurbaani ki niyyat se Jaanwar khareeda ho to uska Qurbaani karna bhi tataww’u (nafl) hai

(Bahar e shari’at)

MASLAH::: bakri ka maalik tha aur uski Qurbaani ki niyyat kar li ya khareedne ke waqt Qurbaani ki niyyat na thi ba’d men niyyat kar li to is niyyat se Qurbaani wajib nahihin hogi

(Bahar e shari’at)

QURBAANI KE WAJIB HONE KE SHARAAIT

(1) ISLAM

yani gair muslim pe Qurbaani wajjb nahiin

(2) IQAAMAT

yani muqeem hona musaafir par wajib nahiin

(3) TAWANGARI

yani maalik nisaab hona yahan maaldaari se murad wahi hai jis se sadqa e fitr wajib hota hai oh murad nahiin jis se zakat wajib hoti hai

(Nisab ki tafseel nisab ke bayan men mulahaza farmayen)

(4) HURRIYYAT

yani aazad hona jo aazad na ho us pe Qurbaani wajib nahiin keh gulam ke paas maal hi nahihin lihaza ibadat e maaliya us pe wajib nahihin

(Bahar e shari’at)

FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBAANI

TASHEEH

Aplikasi Doa Qurbani mempunyai prosedur lengkap Qurbani dari Quran dan hadis

- Qurbani k janwar ki kharaidari

- Qurbani ky masail

- Takbir ka tareeqa

- Semua tentang qurban

- Qurbani ki zarorat

Siapa yang Mesti menawarkan Qurbani?

- Setiap orang Islam hendaklah melakukan Qurbani. Satu-satunya kes khas adalah seperti berikut:

- Mereka yang tidak memiliki 52.5 tola perak, atau kekayaan yang setara

- Mereka yang mempunyai keadaan mental yang tidak baik.

- Mereka yang dalam perjalanan dan lebih dari jarak Shar’ i dari rumah (kira-kira 40-45 kilometer)

- Yang belum baligh dan belum baligh

Apa yang baru dalam versi terkini 1.0

Last updated on Jan 13, 2023

Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!

Terjemahan Memuatkan...

Maklumat APLIKASI tambahan

Versi Terbaru

Minta Qurbani ke Masail مسائل قربانی Kemas kini 1.0

Dimuat naik oleh

LãO HạC

Memerlukan Android

Android 4.4+

Available on

Dapatkan Qurbani ke Masail مسائل قربانی melalui Google Play

Tunjukkan Lagi

Qurbani ke Masail مسائل قربانی Tangkapan skrin

Bahasa
Langgan APKPure
Jadilah yang pertama untuk mendapatkan akses kepada pelepasan awal, berita, dan panduan permainan dan aplikasi Android terbaik.
Tidak, Terima kasih
Daftar
Berjaya berjaya!
Anda kini melanggan APKPure.
Langgan APKPure
Jadilah yang pertama untuk mendapatkan akses kepada pelepasan awal, berita, dan panduan permainan dan aplikasi Android terbaik.
Tidak, Terima kasih
Daftar
Kejayaan!
Anda kini melanggan surat berita kami.