下载 APKPure App
可在安卓获取Qurbani ke Masail مسائل قربانی的历史版本
在这个应用程序中,我们将为您提供有关 qurbani ke masail 的完整信息
Qurbani Ke Masail 或 Ahkam
Qurbani ke masail hum sub ko maloom hone chahiye。 dosto jesa ke ap sub jante hain kal ko Pakistan mei Eid ul Adha ka din hai 或 taqriban har ghar me hi qurbani ki jati to hum sub ko qurbani ke masail 或 ahkamat ke barey me mukammal ilm hona chahiye。 Mai yahan 是 forum me qurbani ke fazail、qurbani ke ahkam 或 masail ap sub ki khidmat me pesh kar raha hon。 Parhiye 或 qurbaani karte waqt hamesha yaad rakhiye。
古尔巴尼卡巴亚安
qurbaani hazrat saiyyiduna ibaraheem عليه السلام ki sunnat hai jo is ummat ke liye baaqi rah gayi aur nabi صلى الله تعالى عليه وسلم ko qurbaani karne ka hukm diya gaya irshad farmaya
AHAADEES E KAREEMA
(1) ummul mumineen hazrat aaishah siddiaqa رضى الله تعالى عنها se riwayat hai keh huzur e aqdas صلى الله تعالى عليه وسلم ne irshad farmaya keh yaumunnahar (daswen zilhijjah) men ibn e aadam ka koi amal khuda ke nazdeek khoon bahane ( qurbaani karne) se ziyadah piyaara nahin aur oh jaanwar qiyaamat ke din apne sing aur baal aur khuron ke saath aayega aur qurbaani ka khoon zmeen par girne se qabl khuda ke nazdeek maqaam e qubool men pahunch jaata hai lihaza is ko khush dili se karo
(Abu daaud / tirmizi / ibn e maajah)
(2) hazrat imam hasan bin ali رضى الله تعالى عنهما se riwayat hai keh huzur صلى الله تعالى عليه وسلم ne farmaya jis ne khushi se taalib e sawab ho kar qurbaayani se hanamaya ki oh aatish e ho ja
(蒂布拉尼)
MASAAIL E FIQHIYYAH
QURBAANI KI TA'REEF
Makhsoos janwar ko makhsoos din men baniyyat e taqarrub zabah karna qurbani hai
(巴哈尔和伊斯兰教法)
古尔巴尼基奇斯门
qurbaani ki kayi qismen hain
(1) Gani aur faqeer dono par wajib hai is ki soorat ye hai keh qurbani ki mannat maani ye kaha keh allah ke liye mujh par bakri ya gaaye ki qurbaani karna hai ya is bakri ya gaaye ki qurbani karna hai
(巴哈尔和伊斯兰教法)
(2) faqeer par wajib ho gani par wajib na ho is ki soorat ye hai keh faqeer ne qurbaani ke liye janwar khareeda us par us jaanwar ki qurbaani wajib hai aur agar gani khareedta to is khareedne se qurbaani us par wajib na hoti
(巴哈尔和伊斯兰教法)
(3) gani par wajib ho faqeer par wajib na ho is ki soorat ye hai keh qurbaani ka wujoob na khareedne se ho na mannat maanne se balkeh khuda ne jo use zindah rakha hai us ke shukurya men aur hazrat ibraahim عليه السلام ki sunna men jo Qurbaani wajib hai oh sirf gani par hai
(巴哈尔和伊斯兰教法)
MASLAH::: musafir pe Qurbaani wajib nahin agar musafir ne Qurbaani ki tataww'u (nafl) hai
(巴哈尔和伊斯兰教法)
MASLAH::: faqeer ne agar na mannat maani ho na Qurbaani ki niyyat se Jaanwar khareeda ho to uska Qurbaani karna bhi tataww'u (nafl) hai
(巴哈尔和伊斯兰教法)
MASLAH::: bakri ka maalik tha aur uski Qurbaani ki niyyat kar li ya khareedne ke waqt Qurbaani ki niyyat na thi ba'd men niyyat kar li to is niyyat se Qurbaani wajib nahin hogi
(巴哈尔和伊斯兰教法)
QURBAANI KE WAJIB HONE KE SHARAAIT
(1) 伊斯兰教
yani gair muslim pe Qurbaani wajjb nahin
(2) 伊卡马特
yani muqeem hona musaafir par wajib nahin
(3) 塔旺加里
yani maalik nisaab hona yahan maaldaari se murad wahi hai jis se sadqa e fitr wajib hota hai oh murad nahin jis se zakat wajib hoti hai
(Nisab ki tafseel nisab kebayan men mulahaza farayen)
(4) 匆匆忙忙
yani aazad hona jo aazad na ho us pe Qurbaani wajib nahin keh gulam ke paas maal hi nahin lihaza ibadat e maaliya us pe wajib nahin
(巴哈尔和伊斯兰教法)
FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBAANI
塔希
Qurbani Prayer 应用程序具有来自古兰经和圣训的完整的 Qurbani 程序
- Qurbani k janwar ki kharaidari
- Qurbani ky 马赛尔
- Takbeer ka tareeqa
- 关于库尔巴尼
- Qurbani ki zarorat
谁必须提供Qurbani?
- 每个穆斯林都应该表演古尔巴尼。唯一的特殊情况如下:
- 那些不拥有 52.5 托拉斯白银或等值财富的人
- 精神状况不佳者。
- 那些正在旅行并且离家超过 Shar’i 距离(约 40-45 公里)的人
- 尚未达到并度过青春期的人
Last updated on 2023年01月14日
Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!
Qurbani ke Masail مسائل قربانی
1.0 by Pak Appz
2023年01月14日