Iss application main 12 Islami Months ki Nafli Ibadat ka zikr kiya gya hai...!
Allah Paak Narrates in the holy Quran in Surah Al-Zaariyat Ayat No. 56:
"We have created Jins and Human Being for His Worship."
"Hum Nay Jinon Aur Insanon ko apni Ibadat kay liye paida kiya."
Ibadat e Ilaahi Kay baaray main Aik Hadees e Muubarika jo Kay hazrat Umer R.A say mervi hai kay Aap S.A.W nay fermaya:
"Islam Yeh hai Kay Tu Gawaahi Day iss amar ki k Allah iwa koe Maa'bood nahin hain aur (Hazrat) Muhammad S.A.W Allah kay rasool hain. Aur Tu Namaz Ada kray, Zakat Day, Ramadan kay rozay rakhay aur Khana Kaaba Ka Hajj Kray Ager Tu Iski Istataa't rakhta ho." (Sahih Muslim)
Iss application main follwoing 12 Islamic Maheenon Ki Nafli Ibadat per detail discussion hai:
1. Muharram Ul Haraam
2. Safar Ul Muzaffer
3. Rabi ul Awwal
4. Rabi us Saani
5. Jamaadi ul Awwal
6. Jamaadi us Saani
7. Rajjab ul Marajjab
8. Shaban ul Moazzam
9. Ramazan ul Mubarik
10. Shawwal Mukarram
11. Ze Qaad
12. Zil Hajja