We use cookies and other technologies on this website to enhance your user experience.
By clicking any link on this page you are giving your consent to our Privacy Policy and Cookies Policy.

Informazioni su Jumma Ki Khasoosiyat

Jumma Ki Khasoosiyat Book è per quei discorsi in Moschea per ottenere aiuto

Questo libro è specialmente per coloro che prestano servizio come imam nelle moschee in modo che possano ottenere aiuto per quanto riguarda Jumu'ah e possono facilmente spiegare le caratteristiche di Jumu'ah.

In questo libro puoi conoscere l'etichetta del venerdì, la Sunnah del venerdì e le virtù del venerdì.

In questo libro impari quali sono i Benefici e ottieni misericordia da parte di Allah quando qualcuno arriva al momento giusto e l'ultima volta.

Qual è la sentenza di venerdì secondo il Corano e la Sunnah?

Il venerdì è il re di tutti i giorni e ha molte virtù۔

Al Corano:

O voi che credete! Quando la chiamata alla preghiera viene proclamata venerdì (il giorno dell'assemblea, yawm al-Jumu'ah), affrettati seriamente alla Rimembranza di Allah e lascia gli affari (e il traffico): è meglio per te se lo sapessi!

E quando la preghiera è finita, allora possiate disperdervi per la terra e cercare la munificenza di Allah: e celebrare spesso le lodi di Allah (e senza stint): affinché possiate prosperare.

— Corano, sura 62 (Al-Jumua), āyāt 9-10

JUMA, BAHTAREEN DIN(GIORNO) :

” Bahtareen din, jis par suraj nikal(rise) kar chamke, juma ka din hai, isi din hz adam (as) paida hue, isi din jannat me daakhil kiye gaye, isi din jannat se(zameen par) utaare gaye aur qayamat bhi jumah ke din qayam hogi”

( musulmano, aljuma, baab youmul juma 854)

JUMA KI FARZIYAT :

Irshaad bari taala hai:

” ehi, iman walon! Jab jumah ke din namaz(jumma) ke liye azaan di jaaye to allah ke zikr(khutba aur namaz) ki taraf daudo aur (us waqt) kaarobaar chhod do, agar tum samjho to yah tumhare haq me bahut bahtar hai”

(sura juma)

Hazrat Abu Jaad Jamri R.A se riwayat hai ki aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” jo shakhs susti ki wajah se 3 jumah chhod den to allah taala uske dil par muhar laga deta hai”

(abu dawood abwabul juma 1052, tirmizi 499,)

aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-" log jumah chhodne se baaz aa jaayen warna allah taala unke dilon par muhar laga dega phir We ghaafil ho jaayenge"

(musulmano al juma 865)

Hazrat Ibne Masud R.A se riwayat hai ki aap(sallallahu alaihi wasallam) ne un logon ke gharon ko jo( susti ki wajah se) jumah se peeche rah jaate hain, jala dene ka iraada kiya”

(musulmano, al masjidon 652)

Malum huwa ki juma ka chhodna bahut bada gunah hai, is par kadi warning hai, isliye har musalman par juma padhna farz hai, isme bilkul bhi susti nahi karni chahiye, jab khateeb mimber par chade , aur azaan ho jaaye to saare kaarobaar haraam ho jaate ciao

MASAIL JUMA KE :

1- Aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” jiska allah aur aakhirat par imaan hai us par juma farz hai, mareez, musaafir, na-baaligh ladka aur ghulaam juma ki farziyat se bahar hain (agar chaahen to padh len warna johar ki namaz ada karen)

(abu dawood abwabul juma 1067, imam nawawi ne sahih kaha hai)

2- aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” jo shakhs juma ke din khoob acchi tarah nahaaye aur paidal(masjid me) jaaye, imam ke nazdeek Hokar dil lagakar khutba sune aur koi bekaar baat na kare to usko har qadam par ek saal ke roze aur uski raaton ke qayaam ka sawaab hoga”

(tirmizi, al juma 495, abu dawood taharat 345, ibne habban 559, haakim 1/281-282)

Hazrat Salman Farsi Radiallahu Anhu se riwayat hai ki, aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:- jo shakhs juma ke din nahaaye aur jis qadar paaki haasil ho sake kare,( muchen katraaye, naakun kataaye, zere naaf baal kaate, aur bagalon ke baal door kare etc) phir tail(oil) ya apne ghar se khusbu lagaaye aur (juma ke liye) masjid ko jaaye,(wahan) do aadmiyon ke beech raasta na banaaye( balki jahan jagah mile baith jaaye) phir apne muqaddar ki namaz padhe , phir dauraan e khutba khaamosh rahe to uske pichle juma se lekar is jumah tak ke gunah maaf kar diye jaate hain”

(bukhari al juma 883.910)

Novità nell'ultima versione 2.3.8

Last updated on Aug 31, 2024

fix error
add voice to listen and learn

Traduzione in caricamento...

Informazioni APP aggiuntive

Ultima versione

Richiedi aggiornamento Jumma Ki Khasoosiyat 2.3.8

Caricata da

هشومي كشخه

È necessario Android

Android 4.2+

Available on

Ottieni Jumma Ki Khasoosiyat su Google Play

Mostra Altro

Jumma Ki Khasoosiyat Screenshot

Lingua
Iscriviti ad APKPure
Sii il primo ad accedere alla versione anticipata, alle notizie e alle guide dei migliori giochi e app Android.
No grazie
Iscrizione
Abbonato con successo!
Ora sei iscritto ad APKPure.
Iscriviti ad APKPure
Sii il primo ad accedere alla versione anticipata, alle notizie e alle guide dei migliori giochi e app Android.
No grazie
Iscrizione
Successo!
Ora sei iscritto alla nostra newsletter.