We use cookies and other technologies on this website to enhance your user experience.
By clicking any link on this page you are giving your consent to our Privacy Policy and Cookies Policy.

Sobre este Jumma Ki Khasoosiyat

Jumma Ki Khasoosiyat Book é para aqueles discursos na Mesquita para obter ajuda

Este livro é especialmente para aqueles que estão servindo como imãs em mesquitas para que possam obter ajuda sobre Jumu'ah e possam explicar facilmente as características de Jumu'ah.

Neste livro você pode aprender sobre a etiqueta da sexta-feira, a Sunnah da sexta-feira e as virtudes da sexta-feira.

Neste livro você aprende sobre quais são os Benefícios e obtém misericórdia de Allah recompensa quando alguém chega a tempo e pela última vez.

Qual é a decisão na sexta-feira de acordo com o Alcorão e a Sunnah?

Sexta-feira é o rei de todos os dias e tem muitas virtudes.

Alcorão :

Ó vós que credes! Quando o chamado for proclamado para a oração na sexta-feira (o Dia da Assembléia, yawm al-Jumu'ah), apresse-se para a Lembrança de Allah e deixe de lado os negócios (e o tráfego): Isso é melhor para você se você soubesse!

E quando a oração terminar, então podeis dispersar pela terra, e buscar a generosidade de Allah: e celebrar os louvores de Allah muitas vezes (e sem restrições): para que prospereis.

— Alcorão, sura 62 (Al-Jumua), āyāt 9-10

JUMA, BAHTAREEN DIN(DIA):

” Bahtareen din, jis par suraj nikal (rise) kar chamke, juma ka din hai, isi din hz adam (as) paida hue, isi din jannat me daakhil kiye gaye, isi din jannat se (zameen par) utaare gaye aur qayamat bhi jumah ke din qayam hogi”

(muçulmano, aljuma, baab youmul juma 854)

JUMA KI FARZIYAT:

Irshaad bari taala hai:

” ai iman walon! Jab jumah ke din namaz (jumma) ke liye azaan di jaaye para allah ke zikr (khutba aur namaz) ki taraf daudo aur (us waqt) kaarobaar chhod do, agar tum samjho para yah tumhare haq me bahut bahtar hai”

(sura juma)

Hazrat Abu Jaad Jamri R.A se riwayat hai ki aap (sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” jo shakhs susti ki wajah se 3 jumah chhod den to allah taala uske dil par muhar laga deta hai”

(abu dawood abwabul juma 1052, tirmizi 499,)

aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” log jumah chhodne se baaz aa jaayen warna allah taala unke dilon par muhar laga dega phir We ghaafil ho jaayenge”

(muçulmano al juma 865)

Hazrat Ibne Masud R.A se riwayat hai ki aap(sallallahu alaihi wasallam) ne un logon ke gharon ko jo(susti ki wajah se) jumah se peeche rah jaate hain, jala dene ka iraada kiya”

(muçulmano, al masjidon 652)

Malum huwa ki juma ka chhodna bahut bada gunah hai, é par kadi warning hai, isliye har musalman par juma padhna farz hai, isme bilkul bhi susti nahi karni chahiye, jab khateeb mimber par chade, aur azaan ho jaaye to saare kaarobaar haraam ho jaate hain

JUMA KE MASAIL:

1- Aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” jiska allah aur aakhirat par imaan hai us par juma farz hai, mareez, musaafir, na-baaligh ladka aur ghulaam juma ki farziyat se bahar hain (agar chaahen to padh len warna johar ki namaz ada karen)

(abu dawood abwabul juma 1067, imã nawawi ne sahih kaha hai)

2- aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:-” jo shakhs juma ke din khoob acchi tarah nahaaye aur paidal (masjid me) jaaye, imam ke nazdeek Hokar dil lagakar khutba sune aur koi bekaar baat na kare to usko har qadam par ek saal ke roze aur uski raaton ke qayaam ka sawaab hoga”

(tirmizi, al juma 495, abu dawood taharat 345, ibne habban 559, haakim 1/281-282)

Hazrat Salman Farsi Radiallahu Anhu se riwayat hai ki, aap(sallallahu alaihi wasallam) ne farmaya:- jo shakhs juma ke din nahaaye aur jis qadar paaki haasil ho sake kare,( muchen katraaye, naakun kataaye, zere naaf baal kaate, aur bagalon ke baal door kare etc) phir tail (óleo) ya apne ghar se khusbu lagaaye aur (juma ke liye) masjid ko jaaye, (wahan) do aadmiyon ke beech raasta na banaaye (balki jahan jagah mile baith jaaye) phir apne muqaddar ki namaz padhe , phir dauraan e khutba khaamosh rahe to uske pichle juma se lekar is jumah tak ke gunah maaf kar diye jaate hain”

(bukhari al juma 883.910)

Novidades da Última Versão 2.3.8

Last updated on Aug 31, 2024

fix error
add voice to listen and learn

Traduzindo...

Informações Adicionais do Aplicativo

Última versão

Pedido Jumma Ki Khasoosiyat Atualização 2.3.8

Enviado por

هشومي كشخه

Requer Android

Android 4.2+

Available on

Obter Jumma Ki Khasoosiyat no Google Play

Mostrar mais

Jumma Ki Khasoosiyat Capturas de tela

Idiomas
Inscrever-se no APKPure
Seja o primeiro a ter acesso ao lançamento antecipado, notícias e guias dos melhores jogos e aplicativos para Android.
Não, obrigado
Inscrever-se
Inscreva-se com sucesso!
Agora você está inscrito no APKPure.
Inscrever-se no APKPure
Seja o primeiro a ter acesso ao lançamento antecipado, notícias e guias dos melhores jogos e aplicativos para Android.
Não, obrigado
Inscrever-se
Sucesso!
Agora você está inscrito em nossa newsletter.