Use APKPure App
Get Shab e barat Shabaan fazilat old version APK for Android
الشاب البريد بارات شعبان ك الشهر كي بينالي الشارقة حد ذاته عارية ص mubaik الفئران هوتي هكتار musalmano ك ييه.
Shab e barat shaban k month ki sb se bare r mubaik rat hoti ha musalmano k liye. Is rat ALLAH banu kalb ki bakriyun k balun k barabar logo ko agg se azad farmaty hn.
Shaban aur shab e barat k bary ma ek hadees me huzur sallallahu alayhi wasallam ne farmaya k shabaan mera mahina he or ramdan ALLAH ka mahina he. Sach me shaban khub barkat wala mahina he. Ek baar huzur sallallahu alayhi wasallam bethe the. Itne me mshur sahabi hazrat usama bin zaid radiyallahu ta'ala anhu waha aaya
or kaha :
ya rasulallahu ! sallallahu alayhi wasallam aap shaban me k mahine me dusre mahino se ziydah roze q rakhte ho?
aap ne farmaya : usama ! shaban bahot barkat wala mahina he lakin log uski fazilat se gafil he ye mahina rajab or ramdan k bich me he. Yeh mahine me bande k aa'amal bargahe ilahi me pesh kiye jate he. Roza ki halat me mere aa'amal ALLAH ki bargah me pesh kiye jaye wo baat muje bahot pasand he.is liye me is mahine dusre mahino se ziyadah roza rakhta hu. Ye mahine me ek raat aati he jisko shabe barat kehte he shabe barat 14 tarikh or 15 tarikh k bich ki raat ku kehte he.ye khub barkat wali raat he. is raat me ALLAH RABBUL IZZAT ki taraf se rahmate or barkate barish ki tarah girti he.is liye ise " shabre rahmat " or " shabe barkat " bhi kehte he.
Shabaan Jo ke aam Logo me Shab e Baraat ke Naam se Mashoor hai , Uske Fazilat ke Mutalliq Daur e haazir ke Baaz Raushan Khiyaal Hazraat ka Nazariya hai ke Shab e Baraat se Mutalliq Jitni Riwayaat Kutub Ahadees me Milti hai , sabke sab Ya Yoh Mauzu aur Man-ghadak hai ya Shaheed Qism ki Zaeef hai.
Is Ghalat Nazariye ki Binaa par Yeh Log Is raat ki Fazilat ke Sire se Munkir hogaye hai aur is Shab ki Bedaari aur Ibaadat ko Bura Samajhne Lage hai.
Jabke Shab e Baraat ki Fazilat ke Silsile me Sahaba Ikraam Rdh. Ki Ek Jaleel ul Qadr Jamaat se Muqtalif Turq aur Muqtalif Isnaad ke Saat Riwayaat Marwi hai.
Hadees no. 1:
Hazrat Ma’az Bin Jabal Rdh. Nabi E Karim Saw Se Riwayat Karte Hai Ke Aap SAW Ne Farmaaya Allah Tala Sha’abaan Ki 15 Vi Shab Apni Makhlooq Ki Taraf Nazar E Rehmat Farmaakar Tamaam Maqlooq Ki Maghfirat Farmaa Dete Hai Siwaaye Mushrik Aur Kina Rakhne Waale Ki.
You can also find other material from our forum just like,
More Surah like SURAH YASEEN( Yasin the Heart of QURAN Shareef), Surah Mulk, Surah Sajdah, Surah Mariyam, Surah IKHLAS, Surah Toba, Surah Kahf, Surah Waqia, Surah Rehman, Surah Fateh, Surah Muzamil, Surah Yusuf, Surah Bakra, Surah Surah Waqia, Surah Muhammad, Surah Jin and Quran e pak Rabi ul awal melad e mustafa, jashne eid melad un nabi, learn beauty parlor course in urdu, learn english in urdu in 10 days only, weight loss tips, darood taaj (tajj), Yajooj Majooj(sign of the day of judgment), fazelat of shab e mairaj, fazilat of Shab e barat, blessing of shab e barat and shab e mairaj, car racing game, monster truck racing game, learn about namaz, Namaz ka Darust tareeka, Mukamal Namaz, learn how to offer the prayers, Apna Wazan kam karen weight loss tips, 6 Kalmy, Wozo ka tarika, Hussan e Muhammad SAW, Jamal Mustafa, Darood e Taj(Taaj) , Learn English,Azaan k jawab ka sawab etc.
Last updated on 29/09/2016
Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!
محمل
Miguel Angel
Android متطلبات النظام
Android 2.3.2+
الإبلاغ
Shab e barat Shabaan fazilat
1.3 by Secure Apps & Games
29/09/2016